![]() |
Youtube Se Paise Kaise kamaye |
Youtube Se Paise Kaise kamaye - Puri Jankari
Youtube Se Paise Kaise kamaye - Hello dosto swagat hai ak baar fir mere blog
par, Dosto aaj hum baat karne wale hai Youtube ke bare main, Ki Youtube Se Paise Kaise kamaye, or bhi kafi kuch
youtube ke bare main aaj hum is blog ke through baat krange to youtube ke bare
main puri jankari lene ke liye or Youtube se paise kamane ke tarike jaanne ke
liye is blog ko end tak jarur read kare.Dosto aap Youtube ke bare main to jaante hee hoge or Youtube par rooj videos bhi dekhte hee hoge, par kya aap jante ho ki Youtube Se Paise Kaise kamaye jaate hai agar nahi to is blog main apko puri jaankari milage, is blog ke through hum apke sath you Youtube se paise kamane ke tarike share karenge or Youtube ke bare main puri jankari bhi dene ki kosis karenge. To chaliye start karte hai aab bina daar kiye.
Dosto wase to online internet se paise kamane ke bohat
se tarike hai or aapne sune bhi honge or kafi article read bhi kare honge apne
lakin Youtube se acha or asaan tarika mujha nahi lgta ki koi or hoga par ha
dost ak baat jarur hai ki starting main Youtube se paise kamana ya
Youtube par career bnana itna assan nahi hota starting main apko kafi mehanat
karni hee padegi or starting main aap thoda patience rakhoge or hard work
karoge to to aap youtube se utni earning kar paoge jitni aap soch bhi nahi
skte, to starting main hee give up na kare or continuously videos upload karte
raho. To chaliye aab baat karte hai Youtube Se Paise Kaise kamaye is
ke bare main.
Youtube Kya Hai - Puri Jankari.
Youtube ak social media ka hee platform hai, yaha aap videos dekh skte ho or aap chaho to videos upload bhi kar skte ho wo bhi bilkul free main, jis par bhi chaho aap videos bna kar yaha upload kar skte ho or Youtube ak bohat hee bada platform hai iska use world wide kiya jata hai, or sabse achi baat ye hai ki aap yaha sirf videos dekh hee nahi upload karke paise bhi kama skte ho jika tarika main niche share kruga apke sath.Youtube Se Paise Kaise Kamaye - Tarike.
Dosto internet se
paise kamane ke bohat se tarike hai par 2 jo sabse best tarike hai wo hai,
Blogging or Youtube, Par blogging se paise kamane ke liye apko thodi jayda
mehant karni padegi apko Blog design karni sikhni padegi or bhi bohat kuch hai
par Youtube se paise kamane ke liye bss apko videos bnaakar upload karni hogi
to Youtube best tarika hai agar aap asaan tarika dhund rahay ho to, par ye dono
hee tarika best hai.
In dono hee tarike ka use karke aap kaffi achi
khaasi earning kar skte ho ghar bethai hee.
Youtube Par Account Kaise Banaye.
Youtube se paise
kamane ke liye apko sabse pahale uspr account bnana hoga, or Youtube par
account bnane ke liye apke pass gmail account hona chaiye. To agar apke pass gmail
account hai to chaliye sikhte hai Youtube par account bnana.
- Sabse pahale aap apna Gmail Account open kar lijiya.
- Uske baad Youtube.com open karle fir aap youtube par ajaoge uske baad Top Right par Sign In button par click kar lijiye
- Aab uske baad apne Gmail Account ki help se login kare.
Iske baad ab aap Youtube par login ho jaaoge par
ab apko Youtube Channel bnana hoga jaha aap apni videos upload kar paoge, To
chaliye aab wo bhi sikh lete hai.
Youtube Se Paise Kamane Ke Tarike.
- To Youtube par login hone ke baad apko Channel List ko open karna hai.
- Uske baad apko Create New Channel dikh raha hoga uspr click krlijiye.
- Fir uske baad apko apne Youtube Channel ka name rakhna hai to soch kar acha sa Unique naam rakh le,
- Uske baad simply Create button par click krlijiya or apka Channel ready hojayga bss.
Youtube Se Paise Kamane Ke Tarike.
Youtube se paise kamane ke liye wase apke
Channel ka Monetize hona bohat jaruri hai lakin or bhi
bohat tarike hai Youtube se paise kamane ke to chaliye shuru kare aab finally.
- Google Adsense.
- Sponsorship.
- Affiliate Marketing.
Conclusion.
Dosto I hope apko mere btai information achi lagi hogi or apke liye
helpful bhi hogi, or aab aap sikh gay hoge ki Youtube Se Paise Kaise kamaye, or agar apke ab bhi koi doubt ho ya koi
question ho jo aap humse puchna chahate ho to niche diye comment box par
comment karke puch skte ho. Main apke questions ka reply jarur karne ki kosis
karunga.
Thank You.
0 Comments